radha soami ji

radha soami ji

Tuesday, June 17, 2008

Woh Kaisa Shaks Hay K Her Roz Saza Deta Hay
Phir Hansata Hay Woh Itna Kay Sab Bhula Deta Hay

Kabhi Jo Ro Dey To Mujh Ko Bhi Bhool Jata Hay
Aur Phir Bhool Kay Mujh Ko Bhi Rula Deta Hay

Humaray Paas Na Aanay Ke qasam Kha Ker Woh
“Aaja“ Likhta Hay or, Khaghaz Pay Urra Deta Hay

Ussay Poocho Kay Bata Kis Say Muhabbat Hay
TujhkoNaam Sargooshi Main Mera He Suna Deta Hay

Kabhi Kehta Hay Chaloo Sath Hamesha Meray
Chal Paroon Sath To Rasta He Phira Deta Hay

Khud He Kehta Hay Na Dohraoo Purani Yaadein
Main Na Dhohraoon To Phir Khud He Suna Deta Hay ...!!

No comments:

my fav song